RASHTRADHARM
Rashtrabindu…….
Rashtramahantaa, Jeevlok-Brahmand Pratiyara…….
Kaal- Bhram sankalp dridhh sab rakho……
Sukh – Mann sampann kathinaiyaan…….
Jagat-Vikat andher Gagariya…… Jal
Pralay prakop pratikariya…….
Sampada sune bina ke raahi……. Ukta tej
shikaar ke shikaari…….
Jab Jab mile bhaari dariyaa…… Lok – Parlok
Chintan Athikariya…….
Udyam Mehnat karta hai jo……. Sukh
vilaas se bharta hai woh……
Sangeen – Rangeen zamane ke daata……
Manusya – Pasu sabb uske daata…….
ALP-KALP-NIKALP-VIKALP……. Sabb
bhaykaari……. Naav doobe ……. Sabb Kashti Hamari…….
Upaay hai duston ka yahi…… Prataadna
ki Pratikriya Hoga…….
Tabhi milega Sabka Dharm…… Ek honge
sabhi Akhand……. Tabhi Banega…… Rasthradharm…….
Sankat- Pankaj sabb dukh chaaye…… Jab
leela khud hum laayein…..
Rashtra hoga ek sabka……. Ek hoga Sabka
Naam……
Rashtradharm sabb nibhaye…… Badnaam
karne waale honge Badnaam……
Subhkaari honge sabke kaam….. Sunn lo
kabhi dusht matt hona …… Dushtata ka yahi hoga parinaam……
Jo marega haq doosron kaa…… Usko
milega dandd atinaam…..
Spasht rahenge sabke kaam……. Milega
ussi ko wo ohdaa……
Jo kabhi nahi karega ………Swabhimaan ka
sauda…….
Yahi hai sabka…….. Rashtradharm…….
-
-
KINJAL JAYANT