FARSARAKHWA
: KIS PRAKAAR KA PRET HAI ?
Farsarakhwa ek aisa pret hai, jo kisi
bhi hadd tak gujar sakta ,ye ek matra aisa pret hai, jo bina kisi chetavnii ke
kisi ke bhi nivaas sthaan ya karyalay mein ghus jaata hai, aur jinno se zyada
tez gurrane ki awazein nikalta hai.
FARSARAKHWA
EK VICHITRA SVABHAAV KA PRET :
FARSARAKHWA ek moody svabhaav yaa keh
sakte hain kii vichitra svabhaav ka mahadusht pret hai, jo kii singhkatwa
naamak parkitaanu sookar ( ya suar) dwara dii gayi ek zaherilee dawa ( jisme
keede aur alcoholic acid mila hua hota hai , aur ye keede Chalawa naamak pret
ne chalwae se banaye thee ).
Farsarakhwa bina baat ke nazar bhii
laga deta kisi bhii jeevit jeev ko kisi kii bhi anumati ke bina Farsarakhwa
aisa singhkatwa dwara diye gayii dawa ke kaarann aisa karta hai naa keval ye
ghar mein ghus kar darawnii awazein nikalta hai aur ye karna sabse badaa paap
hai.
Farsarakhwa ek pret ghode par sawaar
hokar aata hai aur iske haath mein ek lambaa cheenimitti ka bana hua farsa hota
hai, jiska sahaara ek sarp ( saanp) ki chaal se bani hoti hai, aur iss Saanp ko
Naag kehte hain , jo kii khud mein he ek pret hai.
Iska poora sareer ek bhoore ( brown )
rang ke kapde (cloak) se dhakaa hota hai aur iski ankhein mucus se bhari hoti
hai aur peele rang kii hoti hai, chehra nazar nahi aata hai parr muh matmailaa
(muddy) hota hai.
Iss dusjt, neech aur paapi pret kaa
sanghaar Chhatrapatiyon Ka
Sardaar ke
ungli dikhane se kuch varsh pehle ho chukka hai. Farsarakhwa dwara ghuspaith
karne ke sangeen jurm mein. – [ KINJAL JAYANT]