NAZARDOSH PARR CHARCHA
( PART -5 )
Nazardosh Parr Charcha Nimnalikhit Hai :-
·
Nazardosh Lagne Ka Ek Kaarann Doosre Vyaktiyon Se
Doori Yaa Akelapann ( Loneliness ) Ho Sakta Hai.
·
Nazardosh Lagne Ka Ek Kaarann Ghar Mein Kisi Purane
Pead ( Tree ) Ko Hatane ( Remove ) Yaa Katwane ( Cut ) Ke Kaarann Ho Sakta Hai.
·
Nazardosh Lagne Ka Ek Kaarann Saaf – Suthre ( Clean )
Bartan ( Utensil ) Ka Istemal ( Usage ) Naa Hona Ho Sakta Hai.
·
Nazardosh Ka Ek Kaarann Kisi Vyakti Ki Kundali Mein
Shukra ( Venus ) Kamzor ( Weak ) Hona Ho Sakta Hai.
·
Nazardosh Ka Ek Kaarann Ghar Se 9 km ( Kilometer ) Se
14 km Ke Daayre Mein Atyadhik Gandi Naali ( Sever ) Hone Ke Kaarann Ho Sakta
Hai.
NAZARDOSH SE
NIJAAT PAANE KE UPAAY :
·
Hamesha Ache Logon Ka Aadar ( Respect ) Karein.
·
Khaane Mein Strawberry Yaa Litchi Ka Sevan Karein.
·
Khaane Mein Kathail Ki Sabji Grahann Karein.
·
Chawal ( Rice ) Mein Ghee Dalkar Sevan Karein.
·
Amrood ( Guava ) Yaa Ganne ( Sugercane ) Ka Juice
Grahann Karein.
NOTE : -
→ Ye Upaay Kisi Jyotishi ( Astrologer ) Yaa Visheshagya ( Expert ) Se
Pooche Bina Naa Karein.
-
KINJAL JAYANT