PRET BAADHA PARR CHARCHA
( PART – 5 )
Pret Baadha Parr Charcha Nimnalikhit Hai : -
·
Pret Baadha Hone Ka Karann ( Reason ) Ye Ho Sakta Hai
Kii , Ghar Mein Dhwani Pradooshan ( Noise Pollution ) Zyada Ho.
·
Pret Baadha Ghar Mein , Svachta Naa Hone Ke Karann
Bhii Ho Sakti Hai.
·
Pret Baadha Kisi Vyakti Ke Nivaas Sthaan Se 25 km Se
45 km Ke Daayre Mein Kisi Jagah Pe Preton Ke Hone Ke Kaarann Bhii Ho Sakti Hai.
·
Pret Baadha Zyada Beemar ( ILL / Sick ) Hone Ke
Kaarann Bhii Ho Sakti Hai.
·
Pret Baadha Ghar Mein Lagatar ( Constantly ) Badboo (
Foul Smell ) Ke Kaarann Bhii Ho Sakti Hai.
PRET
BAADHA SE NIJAAT PAANE KE UPAAY :
·
Khaane Mein Tulsi Ki Pattiyon ( Leaves ) Ka Prayog
Karein.
·
Khaane Mein Chukandar Ka Upyog Karein.
·
Khaane Mein Gud ( Jaggery ) Se Bani Cheezein Khayein.
·
Khaane Mein Karela ( Bitter Gourd ) Ka Sevan Karein.
·
Nahane Ke Paani ( Water ) Mein Aajwain Dalkar Snaan
Karein.
NOTE
: -
→ Ye Upaay Bina Kisi Jyotishi ( Astrologer ) Yaa Visheshagya ( Expert )
Ki Salah ( Advise ) Ke Bina Naa Karein.
-
KINJAL
JAYANT