VAASTU DOSH AUR PRET BAADHA PARR EK DRISHTI
( PART – 5 )
Vaastu Dosh Ek Samanya
Vishay Hai , Vaastu Dosh Se Sambandhitt Baatein Nimnalikhit Hain : -
·
Vaastu Dosh Ka Ek Kaarann Ghar Mein Suraj ( Sun ) Ki
Roshni Kamm ( LESS ) Aana Ho Sakta Hai.
·
Vaastu Dosh Ghar Mein Banjar Bhoomi ( Infertile Land )
Hone Ke Kaarann Ho Sakta Hai.
·
Vaastu Dosh Ghar Se 3 km ( Kilometer ) Se 12 km Ke Daayre
Mein Maujood Kisi Nakaratmak Sthaan Ke Maujood Hone Ke Kaarann Bhii Ho Sakta
Hai.
·
Vaastu Dosh Jarurat Se Zyada Baalon ( Hairs ) Mein
Gandagi Hone Ke Kaarann Bhii Ho Sakta Hai.
·
Vaastu Dosh Ghar Mein Snaanghar ( Bathroom ) Naa Hone
Ke Kaarann Bhii Ho Sakta Hai.
VAASTU DOSH AUR PRET BAADHA
MEIN SAMBANDHH :
·
Vaastu Dosh Se Pret Baadha Tabb Hogi Jab , Ghar Mein
Atyadhik Kalesh Hoga.
·
Pret Baadha Se Mann Dukhi ( Sad ) Reh Sakta Hai.
·
Vaastu Dosh Se Pret Baadha Tabb Hoti Hai , Jab Koi
Bura Vyakti Kisi Vyakti Se Bura Vyavahar Karta Ho.
·
Vaastu Dosh Se Pret Baadha Ghar Mein Chatth ( Roof )
Se Aksar Paani ( Water ) Tapakne ( Drip ) Hone Se Bhii Ho Sakti Hai.
·
Vaastu Dosh Se Pret Baadha Tabb Hoti Hai , Jab Ghar
Mein Purani Keemti Cheezon ( Old Valuable Objects ) Kii Barbadi Ho.
VAASTU DOSH
AUR PRET BAADHA SE NIJAAT PAANE KE UPAAY :
·
Ghar Mein Shaant Mahaul ( Peaceful Environment )
Banaye Rakhein.
·
Khaane Mein Teekha Kamm Karr Dein.
·
Khaane Mein Laiyya Chana Ka Upyog Karein.
·
Khaane Mein Gehun ( Wheat ) Ka Prayog Karein.
·
Nimbu ( Lemon ) Ka Upyog Khaane Mein Karein.
NOTE : -
→ Ye Upaay Kisi Jyotishi ( Astrologer ) Yaa
Visheshagya ( Expert ) Se Pooche Bina Naa Karein .
-
KINJAL JAYANT