SHUBH DEEPAVALI ( TEESRA DIN – BADI DIWALI )

 

SHUBH DEEPAVALI

( TEESRA DIN – BADI DIWALI )



Deepavali Ek Behadd Shubh Tyohar Hai , Deepavali Ka Sabse Mehatvapoorna Din Hota Hai Badi Diwali :-

 

BADI DIWALI :-

Badi Diwali Deepavali Ke Teesre Din Manayi Jaati Hai , Badi Diwali Ke Din Gharon Mein Pooja Hoti Hai , Jiske Uparant Gharon Mein Rang – Birangi Moombattiyan ( Candles ) Jalayi Jaati Hai , Aur Ghee Aur Tel Ke Deepak Prajwalit Kiye Jaate Hain , Badi Diwali Amavasya Ki Raat Ko Manayi Jaati Hai.

Badi Diwali Bohot Dhoom – Dhaam Se Poore Desh Mein Manayi Jaati Hai , Aur Iss Din Shubh Kaarya Karne Se Ghar Mein Sukh – Samriddhi Aur Khusiyan Aati Hain.

Badi Diwali Ke Din Sabko Parivar Men Shaant Mahaul Banaye Rakhna Chahiye Aur Hamesha Satkarma Karne Chahiye.

Badi Diwali Ke Din Kabhi Bhii Bewajah Ka Shor Nahi Karna Chahiye , Aisa Karne Se Uss Vyakti Ko Dandd Milta Hai.

 

DIWALI KI HARDIK SHUBHKAMNAYEIN………..

 

-       KINJAL JAYANT

 

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form